200 Butterfly Me Sabhi Swimmers Ko Aane Wale Thoughts

Jyadatar Log 200 Butterfly Se Ghabrate Hai. Kristof Milak, Mary T. Meagher Aur Michael Phelps Ke Alawa.  Kyun Ki Ye Log Exceptions Hai. Agar Aap 200 Flyer Hai Aur Hare K Single Meet Mein Har Event Swim Kyun Na Karte Ho Phir Bhi Is Event Ke Sath Bahot Strong Love-Hate Dynamic Hoti Hai.

Toh Aaiye Jaante Hai Ki Kis Tarah Ke Thoughts Aate Hai Swimmers Ke Mann Mein 200 Butterfly Ke Dauran.

  • Okay, Ye Toh Bass 200 Hai. Practice Ke Time Mai Ise Hamesha Karta Hun, Right?
  • Bahot Jyada Fast Na Kro Wrna You’ll Die. But Bahot Jyada Slow Bhi Nhi Karna Hai. Wait, Mai Wo Kaise Karunga Phir Se?
  • Alright, Mujhse Pahle Ki Heat Almost Ho Chuki Hai. Mai Kar Sakta Hun. Mujhe Lagta Hai.
  • GO GO GO!
  • Under Waters, Under Waters, Under Waters! Dolphin Dolphin Dolphin!
  • Okay, Shaant Raho.
  • Hey, Abhi Toh Ye Hurt Nhi Kar Raha Hai.
  • Jab Mai Pain Mei Nhi Hota Hunt Oh Mai Butterfly Ko Bahot Like Krta Hun.
  • Kaise Sablog Speed Pick Up Kar Le Rahe Hai?
  • Okay, Mujhe Pata Chal Gaya. Mai Bhi Pick Kr Skta Hun.
  • Pain Se Fight Karo.
  • Pick It Up! Aap Kar Sakte Hai.
  • Last 50, Lo Mai Aa Gaya.
  • Kya Sab Log Utne Hi Thak Gye Hai Jitna Mai Thak Gya Hun.
  • Mera Mind Toh Haan Kah Rha Hai Par Meri Body Naa Kah Rhi Hai.
  • Mai Black Out Hone Wala Hun.
  • Kya Mere Shoulders Mei Feeling Lose Krna Normal Hai?
  • Last 10 Meters!
  • Breath Na Lo, Finish Karo.
  • Mai Abhi Bhi Kaise Alive Hun?
  • Actually Mai 200 Fly Se Pyar Krta Hun.
  • Ye Utna Bhi Bad Nhi Hai Phir Bhi Mai Q Complain Kar Raha Hun?

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »