75th Independence Ke Mauke Par 18 Youths Karenge 33km Swimming

Thane District Ke 18 Swimmers Jo Ki 8 To 17 Years Ke Age Group Ke Hai Wo Sabhi Dharamtar Jetty Jo Ki Alibaug Ke Paas Hai Aur Gateway Of India Tak Swim Karenge Relay Pattern Mein. Jiska Distance 33km Ka Hoga. Aisa Wo Log 27th January Ko Karenge India Ke Iondependence Ki 75th Anniversary Ke Aur Anans Dighe Jayanti Ke Mauke Par.

Wo Sab Dharamtar Jetty, Arabian Sea Se Start Karenge Aur Gateway Of India Par Jaa Kar Apna Attempt Finish Karenge Wo Bhi 9 Hours Ke Under. Swimmers Ko 9 Members Ki Two Teams Mei Split Kar Diya Jayega.

Dono Group Se Ek Swimmer Ek Hour Tak Saath Mei Swim Karenge. Is Swim Ko Maharashtra State Amateur Aquatic Association Ke Under Mei Organize Ki Jayegi.Event In-Charge, Arti Pradhan Jo Ki Former International Swimmer Aur Arjuna Awardee Hai Unhone Kaha, “Ye Attempt Hai Youngsters Ko Encourage Karne Ki Swimming Ko Professional Sport Aur Survival Skills Ki Tarah Embrace Karein. English Channel Swim Krne Ka Aim Rkhne Wale Young Swimmers Ke Liye Ye Pahla Step Hai.”

Is Event Mei Participate Karne Wale Swimmers Hai, Arnav Patil (8), Abhir Salaskar (9), Jayraj Nakhwa (10), Vanshika Iyer (11), Rohan Rane (12), Atharva Pawar (14), Sohan Deshpande (15), Karan Naik (17), Meet Gupte (17), Manomay Lingayat (9), Anmol Diwadkar (10), Swara Hanjankar (10), Rudra Shiroli (10), Apurva Pawar (14), Gauri Nakhwa (14), Swara Sawant (16), Laukik Pednekar (16), Shrikar Pranjpe (17).

Ye Swim Friday Ko 4 Am Se Start Hogi Aur Expected Hai Ki Swimmers Finish Line Ko 1pm Tak Touch Kar Lenge.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »